Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Wednesday, June 9, 2010

adat nikalna ka tareka

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor 37

adat nikalna ka tareka


As salamu allaiqum


kisi be cheez ya nam ya aiyat ka adat nikal na ka liya hurf_e_taji ka hurfo ka adat maloom hona chaheya

amoman hurf_e_taji kamre ka he adat nikala jate hai or inhe ko zair se asar laya jata hai

ake jadool deta ho taka mare baat asani se samajh main ah jahe apko




yeah abjad kamre hai or nicha in ka adat likha howa hai

misal ka toor per appna nam ka adat maloom karna hai abb main apko ahmed ka nam ka adat maloom karna batata ho

ahmed
alif = 1
bare ha = 8
mim = 40
dal = 4

total adat howa ahmed ka 53 bus ahmed ka nam ka adat howa 53

abb main apko aiyat ka adat nikal na ka be tareka batata ho

for example بسم الله الرحمن الرحيم ka adat nikalte hai


bah =2
sin = 60
mim =40
alif = 1
lam = 30
lam = 30
choti ha =5
alif = 1
lam =30
rah = 200
bare ha = 8
mim =40
noon =50
alif = 1
lam = 30
reh = 200
bare ha = 8
yeah = 10
mim = 40

total adat howa 786 bus bismilah ka adat howa 786 yeah jo mana adat nikalay hai yeah kamre adat kehlahe gay

ishe tarah tamam surah ka adat nikal sakta ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 
amel soname
amel_soname@yahoo.com




3 comments:

Unknown said...

Asslamoalaikum bhai mera naam shakeel khan hai or mein apne naam ke adad janna chata hoon or isme azam

ali said...

me chahta hon ap ka student banon..lia karen be

Anonymous said...

Assalam-0-Alaikum,
Apka bolg dekha to lag raha hai shayad tlash puri hui authentic noori ilm ke aamil ki.Muje noori ilm hasil krna hai yeh kese mumkin hai ke apse seekha jae? I live in lahore.Apse kese mila ja sakta zrur btaiye ga.Khair muje to yeh bhi nahi pata ap kis city se hain khair ap mere sawal ka jawab zarur diiye ga ...!!!

Post a Comment