Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Wednesday, June 9, 2010

zakat imahe hosna

Bismillahir Rahman nir Raheem



chaptor no 15

zakat imahe hosna

As salamu allaiqum

jis tarah ake simple tareka hai ka 125000 zakat 40 dino main pore kareen tab he ja kar amal main asar peda hota hai

jis qader hurf ho hazar bar shomar kareen maslan , Allah main 4 hurf hai 4000 bar howa , 4000 ko 4 se multiply kiya to 16000 howa yeah nisab hai is ka nifs 8 hazar hai yeah zakat hai is ka nifs 4 hazar hai yeah ashar hai adat asal ka nifs fakol kehlata hai phir door madwar nisab ka baraber hoga bazil 7 hazar or khatam 1600 mokrar hai

is ka ake chart deta ho taka baat assani se samjh ah jahe




main zakat ka chaptor main is se be zada assan or acha tareka batao ga inshallah.


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


3 comments:

Anonymous said...

Salam ! apki website kafi productive ha. main ne apki zakat wali post parhi ha.apne example bhi di ha. par muje ek confusion ha sir. jase k apne btaya ke kisi bhi ISM k har harf k badle 1000. jubke Hhar Ism k total haroof ki tadad mukhtalif ha. main apse ISM E AL MALIK k bare me puchna chahta hun k IS ISM k haroof ki tadad 3 ha to 3 ko 3 se zarb denge ya har ISM k haroof ko hamesha 4 se zarb den ge ?apke jawab ka intezar ha. JAZAKALLAH !

imthiyaz said...

Mara nam imthiyaz hai mara upar mara peer aur hindi ka wali khawaja gharib nawaz ka bada karam hai. My amileyath ka line ma ana chata hu mujha bachpan sa he my ghulam a ghouse o khawaja hu .mara picha ak dusman pada hai o ak amil hai har whakth kuch na kuch nuksan kar ta raha ta hai mara khawaja na mujha aur mare biwe ko Bach ya hai . My bohouth tang a gaya hu gharib nawaz ka karam sa Aap ka blog pada .plz mujha ilm ki zarurath hai Aap mara rahanuma bana .my har thara sa phas chka hu mare madath farmaya .Aap khud ak amil hai Aap jan sakta hai mara dard .Aap ko Allah rasool ka wasta data hu mare madath ki g ya .my thakwa aur parasgari ki zindagi g raha hu allah hafize

ovais said...



Asalamu alaikum,

Mera naam ovais hai, pechlai 7 saaloun sa amliyaat ki line ma kuch hasil krnai ki koshish Kr raha houn, par har br apni hi galtiyoun sa ya kami ki wajah sa nakaam horaha houn, bhot Sara waqt zaya kiya hai, hamzad ka amal ho hazirat ya moukil ka har baar nakaamyabi nai hi salaam kiya hai, aap sa rehnumayi ki darkhawaas hai..

Post a Comment