Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Wednesday, June 9, 2010

amal karna ka mah

Bismillahir Rahman nir Raheem


amal karna ka mah
chapter no 10

As salamu allaiqum


jab be amal kareen to mah ka khail rakhe ka kis mah main amal karna chaheya q k yeah zaroore hai amel per
jab jalali wa jamali amal kareen ya wazefa ya dawat ya zakat ka agaz kareen to is ka motabik mahina intakhab kareen is ka ake jadool deta ho


ahtashe or bade burj nar hai

or khaki wa abi burj mada hai

ahtashe wa badi burj jalali mah main se hai or khaki wa abi jamali mah main se hai


date ka saad or nahz

jab mahina intakhab karlay to in main in date ka khas khail rakhe jo is main amel ya zakat ka liya acha nahi hota in date main shoro na kareen


mohoram = 10,11,12,14
safar = 2,12,20
rabe_e_awal =4,20
rabe_e_sani = 1,11,28
jamade awal =10,11,28
jamade sani = 1,11,12
rajab =11,12,17,23
shaban =14,20,26
ramzan =2,13,24
shawal =2,6,8
zekad =6,8,10
zil hajj=8,20,28


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


1 comment:

Anonymous said...

Keep this going please, great job!

Post a Comment