Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Wednesday, June 9, 2010

abjad kamre or shamsi

Bismillahir Rahman nir Raheem

chapter no 3

abjad kamre or shamsi


As salamu allaiqum


sayargan nazrate main alim alvi (rehmani elim) main ake kowat peda hote hai .ameleen ko alam sifly se faida uthana ka liya 2 tareka kam main lana hote hai tayare amal ka liya 2 tarah ki abjad hote hai ake abjad kamre or dosare shamse halaka abjad kamre ki nasbat abjad shamsi zada kowi asar hai kamar asgar hai or roshni be shams se pata hai laken phir be log abjad kamre ko he janta hai or zada tar ishe se kam leta hai . is ki waja yeah hai ka abjad kamre amal ka asar jaldy jazab kar ka apna asar jald deakhate hai bar khilaf is ka shams ka talook falak 4 se hai or jis ka asrate amel sifl tak pouch na ka waquat wo kowat ki zaroorate hote hai bohat kam log he abjad shamse ko jante hai or chan he log is se kam leta hai laken abjad kamre se her shaks wakif hai

1 abjad kamre yeah hai


2 abjad shamsi yeah hai



3 abjad malfozi yeah hai

abjad shamsi sare ul asar hai yaha tak k is k aser likhta likhta maloom ho jata hai . choka shams nehayat garam hai is liya abjad shamsi be garam tabah hai abjad kamre ka talook kamar se hai or kamar thanda hota hai is liya bajad kamre be thandi hote hai abjad kamre main agar amel se galte ho jahe to kohi nooksan nahi hota yani rajat nahi hote or is ki waja se tamam log abjad kamre ko jante hai abjad shamsi k is se jo amal taiyaar kiya jahe wo tir ki tarah ho jata hai laken agar kohi galte ho jahe is main to phir amel ki jan ki khair nahi is waja se yeah abjad shamsi logo ko maloom nahi or logo ki pohach se door hai

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

22 comments:

Anonymous said...

Dear Amel sahib,

Asslam-o-Alaikum!

Pehle me apna tauraf karwaon ga. Mein Gujranwala and Hafizabad ke center mein aik gaon Chabba Sandwan ka rahene wala hoen. Mere walid sahib (mahrom) 4 maha pahele death ho gai hae Hikmat + tavaiz ka kaam karte the. Apni zindigi mein na unhon ne hemin khud hi ilam diya (5 bhai). Jab wo bemar ho gai to death se 2 maha phele unho ne mere chote bahi, hum twin hein. Shakeel ko ilam dena shrow kar diya us ko abi zaida pata nehi chala tha ke walid sahib Allah ko piyare ho gae. Ab mere bahi ko bhut mushkal pesh aa rahi hae . Please help kar dein

Mehrebani kar ke ap apna mobile number address bata dein ta ke hum app ki khidmat mein hazir ho sakin.

kazi said...

as salmu allaiqum hazrat.

ham aml kar ne ka khoish rakhte hain. par abhi tak koi amel nahi mila jis ki wajah se amal nahi kar saka. aap ka website par dekha to aap ko contact kar raha hoon.

iska jawab den.
kazi. india

ismael said...

Assalaamu'laikum Sheik,

Hope you are well!

I need your help and advice for doing an Amal.
I want to do "Amal-e-Quran", I am not sure whether this does exist, but infact I want to do an Amal that will help me understand" Quran Kareem" better and to know which ayat to use for each situations or problems.

If this Amal does exist or any similar please let me know and if possible you can teach the Amal under your guidance.- Insha Allah.
I will pay you for your service as well.

Await a positive response from you -Insha Allah

Assalaamu'laikum--

Anonymous said...

Hi, I wanted to know if someone has a saya of a buzurg on them how can they befriend with them and see,talk to them, is there an amal for that ? Can you plz reffer an amal for that? And plz tell an easy amal , I also want to ask an azeemat for muhabbat that could be done after namaz easily

hassan said...

as salam o alikum,

janab e mohtaram,
umeed karta hoon ap khairiat say hongay,
janab main 1 baat karna chahta hoon ap say bari mazrat kay sath, mere 1 bazurg hai main unki bohot izat or ehtaram karta hoon, wo mujhay aksar kuch taveez day dia kartay thhay or kehtay thhay, enko kissi qabar main dal dayna, or main main dal dia karta thha aisay kafi martaba howa, phir kabhi wo mujhay kuch anday dia kartay thhay or sath taveez hotay thhay unka bhe wohi amal hota keh enko qabar main dalna hai ya . or main dal tayta thha, or kabhi aisay hota thha wo taveez daytay thhay or kehtay thhay esko qabaristaan key andar zameen main dafna do or main aisa kardayta thha onkay kehnay par, baigair yeh sochay keh yeh sub kia hai, jub kay yeh sub kuch main nahi karna chahta thha , yeh onlogon kay kaam thhay jo log onsay kissi amal kay leyeh attay thhay magar jub kabhi main onsay millnay jata woh yeh kam mujhay keh daytay, mujhay bara khoof atta thha,
app mehar bani farma kar mujhya jawab zaror dayn or mujhy bataen kay yeh konsay amal hain or kisskam kay leyeh hain,

hunain said...

Assalamoalaikum
baraey karam yeh fermaein k aap ney jo zakaat k chapter mey example di k maslan ya Allaho amal hey to is k 6 hurf hei to 600 baar 41 roz tak parehin gey to ik baar kaam karey ga
Is mein Chiley ki taam sharaib wajib hein ya nahn.

Aap to Masha Allah Khidmat Khalk mein bohut Buzy hotey hein
Baraey karam ksi 2srey Amel ka reference dein ta k mein un se rujoo karooon.


Jazak Allah

Anonymous said...

salams

brother i am reciting Bismillahir Rahman nir Raheem with durood e wali 11* start 11* at end of zikr daily how do i pay the zakaat of this zikr

thank u

tariq said...

dear.
bhai asslam alikum.raihmatullah

maira naam tariq ma ap ke web site bauth shok say parta ho. ap dunya ko apnay elim say faida pocha rahay haie. ye sawab ka kam ha.
kaihtay haie kesi ko aik lafz batay to wo ustad kaihlata ha.to ap mairay ustad huea.or ustad ka darja walaidin ka brabar hota ha.
mujay ilme njoom bachpan he say shock tha.ye shok agay ja ker is jannay or sekhnay ma shadeed izafa hogaya ha.
ku jado ka ziker to quran ma bhe ha. or jado hamaray nabi s.a w. paer hogaya tha.to hum un ke khak bhe nai haie.
ma mannat ka ho hazrat data gung buksh r.ullah. alih.nmaz bhe prahta ho or quran bhe .or quran ka terjuma shok say parhta ho.
ap quran ke ayay say logo saf tor par bata datay haie.ap nay ketni khoobsoorat tareekay say surah. falak say un logo ko sumjaya jo in bato par belive nai kartay.ma chahat ho k mujay itna jado quran say likhna ajay k ma apnay dushman ko rok sako ma bachpan say he mairay ghar walay mairay dushman haie.ma yateem ho. mary sister mujay ghar say bhar nekalna chahtay haie.bachpan say lay kar aj tak mujay tang kia huwa ha..



allah tala ap ko
salamat rakhay .

murtaza said...

asslamoalaikum
sir ap se mujhe amliyat sikhni hai plz mujh se contact karen or mujhe ye bhi baten ke
fees kitni hai?plz help me..................

zuber said...

amel sahab me india se hun or mera naam panja zuber he or me
engineering ki study kartan hun or muje ye amaliyat ki chiz me bohot
bohot dilchasbi he is liye me kisi ka us baat me sahara lena chatan
hun to merhbani karke aap hame jald se jald hamre is message ka javab
doen

Anonymous said...

Assalam amel sab my india se ho app mujhe bachpan se
roohani taraqi ki khwahish rahi hai mujhe aap ka blog bahuth pasand
aya please khuda ra aap meri madad kijiye ke aulia e karam se faiz
kaise haasil kiya jasakta hai mujhe koi peer kaamil nahi mile aap meri
madad karden. Allah aap ko aur taraqi de ameen

Anonymous said...

assalamwalekum.
ky Roohani amaliyat sikne ke lia kisi ke murid banna zaruri hai ky.

shoaib said...

Assalaamu alaikum



How are you? I need some help and advice. My name is shoaib and i am from south Africa and i have been trying to read your web page on free amil school and was wondering if you have anything in English.



I see many people in my part of the world who have problems but don’t have anyone to turn to for help and it hurts me at times when you watch them and cannot give any assistance.



I would like to help people but i feel that i am weak.



Please help me if you have anything in English and give me some naseehat on how to do this kind of healing.



Shukran

illyas said...

Assalam Alikum

Maulana Main amliyat Seekhna chahara hoon ager aap mujh ko koi raai aur tareeqa jis tarah main ne dekha ke freeamliyat school dekha ha imager us me main ne dekha hai ke ostad teacher ka hona zarori ha imager mere pass to aisa koi shaks nahi hai ager mujhe koi tareeqa batain to mere liya accha hoga ager aap mujhe amliyat teach karenge to aur accha hoga jo bhi charges honge main aap ko pay karonga.
Please kaisa bhi kerke mujhe amliyat seekha dije…
Thanking your
Allah hafiz

raza said...

sir mai apka fan hu or ap sy bot kuch seekha hai Allah bless you

mustaqeem said...

assalamolyekum me ra name mustaqeem he me aap ka shagird ban na
chata hon kya aap mujh ko ye amaliyat sikha sak ten janab

farooque said...

Asslamualikum Hazrat, Mai farooque from India. Hazrat Mujhe
Amliyat sikhne Ki khwaish hai. Kya bray mehrbani Aap mujhe amliyat
email ke zariye sikhaunge.. plz Reply. Agar Amliyat sikhne ke liye
paise lagte ho to batayienga? Mai Apko paise bhej dunga.. Lekin plz
mujhe Amliyat sikhade.

Irfan said...

Assalamu~Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu..

Mera Naam Irfan Hay, aur my Amil Course yaani . Amil Banna Chahtahun..

Mera Irada Hay k, my ummat ko mere taraf se thodi khidmat karsakoon,

aur apne Gharwalon ki Hifazat Karsakoon..

Mujhe aap guide kara aur mujhe iske bara ma sikhaye..

Aap ka reply ka be-inteha intezaar kar ta hoon..

KHUDA HAFIZ.

zahid said...

Assalam Alicum, sir my kasf sekhna chata hu kia aap meri madad krsakht hy thanks

salim said...

as salam allaiqum amel sahab main india salim amel sahab
mujhe bataiye woh kom sa wazifa hai jiske pareen ke miti chiz par dum
kar ke khilane se zalim ka dil narm ho jata hai ya koi dusra amal
dijiye jise zalim zulm chod de. baraye maherbani

Unknown said...

Asalam O Alaykum Warehmatullahe wabrakatuhu!

Amel Sahib main ap k blogs study kar raha hun lekin mostly jo pictures ya snapshots jo ap nay blog per share ki hain wo open nahi ho rahi na he un ka naksh nazar a raha hay kinldy is ko repost karain ya aisa link batain jis say asani say study kar sakay aur samaj sakain example chapter 2 and 3 we cant see pics you shared

jazakallah

Alert-Tv said...

Salam m wasif ali from pakistan karachi. Sir mje ek pari se dosti kerni hai jo mera har jaiz kaam kre.. Soo plz plz meei madad kre aur mje amal sika doo plzzz.. Mera whatsaap +923152679905 hai. Mj se rabta kre plzzzz

Post a Comment