Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Wednesday, June 9, 2010

aiyat ki zakat or un ka adat

Bismillahir Rahman nir Raheem


chaptor no 4
aiyat ki zakat or un ka adat

As salamu allaiqum

kohi be aiyat ho jis ki zakat ada karna ho to qul modat zakat 120 days hai roz yani 3 chilay ki hote hai or qul tadat parahe ki 52347 hote hai her roz 436 martabah perna hoga akhre din 28 martabah se zada ho ga yani 464 zakat kamer zahid alnoor main jumraat ka din se shoro kareen mun kiblay ki taraf ho khushboo jalahe or chila ka khatam hona per jo neyaz deen wo masoom bacho ko khela deen yeah fateha hazor pak or mokilat aiyat ka nam hadeya kareen or zakat adat karna ka baad logo ki hazat rawahe ki ja sakte hai jo shaks jis aiyat ki zakat deen ga is per is ka khawahis khod ba khod khul jahe gay

zakat akber dena ka faheda hota hai k yeah ahsa amel dosaro ko nakash ya esim ya aiyat ki zakat ki ijzat be de sakta hai magar zakat asgar ada karna per dosaro ko ijazat dega to apni zakat khatam ho jahe gee or dosare ko montakil ho jahe gee or dosare ka maza ah jahe ga us ka amal goli ki tarah kam kare ga magar zakat akber se khod ki be zakat kahim rehte hai or dosaro ki be ho jate hai khowa ijazat ake ho ya kafe sare logo ko de jahe

quran ki kohi aiyat ko nakash main istamal karna ho to aiyat ka pehla adat nikal na hoga phir ushe aiyat ka adat se nakash banaya jahe ga

apki assani ka liya main surah ka total adat likh deta ho

1 surah fateha ka total adat hai 9461
2 surah bakera ka total adat hai 947609
3 surah emran ka total adat hai 184956
4 surah nisa ka total adat hai 1139393
5 surah maheda ka total adat hai 848546
6 surah enam ka total adat hai 935329
7 surah al araf ka total adat hai 253592
8 surah anfal ka total adat hai 412375
9 surah tobah ka total adat hai 52861
10 surah yunus ka total adat hai 550108
11 surah hood ka total adat hai 514781
12 surah yusuf ka total adat hai 503970
13 surah raad ka total adat hai 244692
14 surah ibrahim ka total adat hai 245818
15 surah hijar ka total adat hai 17670
16 surah nahal ka total adat hai 520188
17 surah bani israel ka total adat hai 38613
18 surah kaif ka total adat hai 505517
19 surah maryam ka total adat hai 289644
20 surah taha ka total adat hai 399283
21 surah ambiya ka total adat hai 382219
22 surah hajj ka total adat hai 382344
23 surah momin ka total adat hai 351714
24 surah noor ka total adat hai 402457
25 surah foorkan ka total adat hai 209575
26 surah shahra ka total adat hai 403738
27 surah namal ka total adat hai 340962
28 surah kasas ka total adat hai 407120
29 surah ankboot ka total adat hai 275297
30 surah room ka total adat hai 269977
31 surah lookman ka total adat hai 159000
32 surah sajda ka total adat hai 113332
33 surah ahzab ka total adat hai 355258
34 surah saba ka total adat hai 253419
35 surah fatir ka total adat hai 242773
36 surah yaseen ka total adat hai 2593
37 surah saffat ka total adat hai 264754
38 surah sowad ka total adat hai 229337
39 surah zamar ka total adat hai 306585
40 surah momin ka total adat hai 368524
41 surah ha mim sajda ka total adat hai 245837
42 surah shora ka total adat hai 201339
43 surah zakharef ka total adat hai 260697
44 surah dakhan ka total adat hai 97793
45 surah jasiya ka total adat hai 150153
46 surah ahkaf ka total adat hai 73774
47 surah muhammad ka total adat hai 180655
48 surah fatah ka total adat hai 188828
49 surah hujurat ka total adat hai 102892
50 surah kowaf ka total adat hai 109736
51 surah zariyat ka total adat hai 119544
52 surah tor ka total adat hai 94183
53 surah najam ka total adat hai 94183
54 surah kamer ka total adat hai 114374
55 surah rehman ka total adat hai 120450
56 surah wakiya ka total adat hai 102965
57 surah haded ka total adat hai 198924
58 surah majadela ka total adat hai 34237
59 surah hasher ka total adat hai 133461
60 surah mumtahana ka total adat hai 101350
61 surah sif ka total adat hai 59060
62 surah juma ka total adat hai 61525
63 surah monafekon ka total adat hai 53256
64 surah tagabon ka total adat hai
65 surah talaq ka total adat hai 824012
66 surah tahrimka total adat hai 49232
67 surah mulk ka total adat hai 99594
68 surah noon ka total adat hai 93708
69 surah haqqa ka total adat hai 81719
70 surah ma,aarej ka total adat hai 73525
71 surah noh ka total adat hai 74314
72 surah jinn ka total adat hai 60633
73 surah muzamil ka total adat hai 68466
74 surah modasir ka total adat hai 92355
75 surah Qeyaamah ka total adat hai 54607
76 surah daher ka total adat hai 77588
77 surah marsalat ka total adat hai 70634
78 surah niba ka total adat hai 52656
79 surah al naaze,aat ka total adat hai 67253
80 surah abas ka total adat hai 51314
81 surah takwir ka total adat hai 38299
82 surah infitaar ka total adat hai 36745
83 surah Mutaffifeen ka total adat hai 48707
84 surah Inshiqaaq ka total adat hai 28846
85 surah burj ka total adat hai 32155
86 surah tariq ka total adat hai 17765
87 surah ala ka total adat hai 17704
88 surah gasheya ka total adat hai 37457
89 surah fajir ka total adat hai 89092
90 surah balad ka total adat hai 24283
91 surah shams ka total adat hai 19499
92 surah lail ka total adat hai 29666
93 surah Duhaa ka total adat hai 13322
94 surah alam nashrah ka total adat hai 12416
95 surah teen ka total adat hai 10247
96 surah alaq ka total adat hai 22841
97 surah kader ka total adat hai 8311
98 surah Bayyina ka total adat hai 31223
99 surah Al-Zalzalah ka total adat hai 19966
100 surah Aaadeyaat ka total adat hai 13354
101 surah al kareya ka total adat hai 13464
102 surah takasor ka total adat hai 103670
103 surah asr ka total adat hai 4740
104 surah hamzah ka total adat hai 8341
105 surah fill ka total adat hai 5859
106 surah quresh ka total adat hai 6304
107 surah maon ka total adat hai 9353
108 surah koser ka total adat hai 2754
109 surah kaferon ka total adat hai 2832
110 surah nasar ka total adat hai 6124
111 surah tabat yada ka total adat hai 5826
112 surah iklas ka total adat hai 1002
113 surah falaq ka total adat hai 8677
114 surah nas ka total adat hai 5296


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

27 comments:

farooq said...

assalm o alaikum sir,
sir mujay ik bat puchana hay keh quran ke kissi phe ayet ke zakat
kitni hoty hi ,aghar har ayet ke zakat allag allag hoty hay to
ik ayet ke zakat nikalnay ka kia tariqa hi,
sir me dubai me job karta ho adhar koy aisa amal nahi hay jo
mare rahnumai karay.
please sir repli me as soon as possibal.

naeem said...

kaisy hein brother umed hey ke aap thek thak hon gein or Allah Tallah kay bandono ki madad kar rahy hon gien.brother ajh mein ney aap ki site par bohat sari cheezien parien hein.brother mery ghar mein bohat sari pareshanian chal rahi hein.or yeh nahi k aap ko kuch kahono ga k aap kuch kar du.brother mein khudh koi chilla kaatna chahata hon.or apny ghar ki only nahi bal k aap ki tarah or bhi logno ki madad karono ga woh bhi bagheer peesy ley hovy keun k Allah ka diya hova sara kuch merey paas majood hey.main bohat arsy sey koi guide karny wala dhond raha hon koi nahi mila.ziada tar loog fraud he hoty hein.aap ki bataono sey laga k aap kuch ley bagheer karty ho tu aap theek tarah guide karo gey.main aap ko apna ustad rakhna chahta hon or aap sey kuch hasil karna chahta hon plz plz meri madad kejey.mein chilla katna chahta hon.aap plz madad kar dejey or apna hath bhi mere sir par rakhey ga.mein sari umer aap ko duaien doon ga.

Anonymous said...

Sr main aap ki tarah amel bnuna chahta hon ar logon ki madad karna chahta hon kiay aap muje apna shagerd bna sakte hain

aamir said...

amel sahab mera name aamir hai meri age 18 year hai me pakistan se ho moji ilm sekhna hai plezz meri madad kare plezz amel sahab app to bhohat bare amel ho to meri madad karo app ki site me pora pora den parta ho har ilm ki bare me magar moji wo ilm karna hai app ne to bhohat se ilm kiye hai app ko malom ho ga ye konsa ilm hai moji jaha tak malom hao aus ilm ka name hai hazrat suliman allahe salam ka kara aus ilm me jinnat ko apne hath par koye bhe chez dekhne ho aune kihte hai jise kise ki koye chez gom ya chore ho jate hai to amel log chhote bate ya khod dekh kar batate hai ki kis ne li hai baka aida nazar ate hai jo koye hota hai moji wo ilmm karna hai soo plezz moji btaho kiya karna hoga meri ha aik adme hai jisne ye ilm kiye howa hai magar koye tafsel se nahe bata hai ki kiya karna hota hai moji replay me plezz amel kamel sahab me app ki jawab ka aintzar rahega

Anonymous said...

Assalamu Allaikum,
Mujhe Appase ek amal ke bare me tehkikat karani hai

farooq said...

as salam oallaiqum sir
meray ik sawal hi,
quran ki ayet ya kissi azaemat ko 125000 bar 7,14,21,40,din me
kissi time bhe ada kar saktay hi ya is ka koi makhsoos time ota hai.
agar kissi ko majbori ho maslan baroni mulk( country)me job karta ho
or zakat ada karnay ke owkat ke pandi na kar sakta ho to us ka kia hal hi?
waiting for replay.

sajid said...

Assalamu Alikuma Wa Rahmatullahi wa barkatuh

Amel Sahab ki qamat me adab baja lata hu, Amel sahab mera naam sajid hai main aap se kuch talab karna chahta hu ki 4 saal pahle mere USTAAD-E-MOHTARAM aur mere peer-o-murshid is duniya se pada farmagaye tha aur wo mujko apne ilm ki taleem derahe the aur wo mujko koi amal nahi karne dete the aur sirf kahte the ki bete mai tum ko amal karne nahi dunga sirf meri ijazat se tum ko mera ilm nawaz dunga aur unho ne muje babhut kuch sikhaya pura kaamil ki field me lejate the, magar ek waqt aisa aaya ki wo mujko phone kar ke bole ki bate mai aaraha hu dusre village se aur tum QILAFAT ki tayyari karke rakho to main puri tayyari kar k rakha magar mujko qabar mili k mere ustaad-e-mohtaram dunya se parda hogaye, wo kahte the mai apne tahe dil se tumhe pura mera ilm ata kardunga, jaise ki ilm, moikkil, tareeqa, wagaira magar ye ho nahi paya.

AMIL sahab aaj mere ustad-e-mohtaram ko inteqal hoke pure 4 saal hua magar aaj tak muje unki taraf se koi aisi cheez nahi mili jiska mujse wada hua tha, muje pareshani is baat ki hoti hai k unke mureed mere pas ate hai koi mushkil lekar aur main unki koi madad nahi karpata, mere ustad-e-mohtaram ne apne pure mureeden se kaha tha k mere marne k baad aap sab ko sirf ye ladka (yani ki mai ) samalega aur mere marne k baad meri jagah par yahi ladka baithne wala hai q k mai isko sab ata karne wala hu. aur unke inteqal k baad mai koi amal nahi kiya q k mere saat mere ustad nahi the aur na muje ijazat thi. sirf atayi me milne wala tha

Amil Sahab meri madad farmayiye k mai kya karu mera raasta aap khol sakte hai aap se ummeed lagaye baitha hu meri madad farmayiye aap mere ustad banke muje rasta dikhayiye, amel sahab agar mere ustad muje apne muakil dene wale the to wo ab tak mere pas q nahi aaye, wo apna ilm muje apne dil se ata karne wale the to abtak q nahi aaya muje iski wazahat kijiye

Mere madad kijiye amel sahab madad kijiye

tauseef said...

Slam Bahi

mai amliat sekhna chata hou ,is field mai new b houn.Is leay Takh Insaniat ki khydmat ker sakhun.mai nay har subject ko study kia akhir rohaniat or Deen per aa ker mera Dil or Dimag ko Sukoon mila.please help me k mai kasy or kahan sy start loun or kasy.....takh mai apni rooh ko taskken day sakun or insaniat k kisi b kaam aa sakun...Mai Mareezu ko roohanit sy shafayaab kerna chahta houn,or buray logun ko hadiat k rastay py lagana chahta houn.......or shahid kisi insan ki madad b kerna chatat houn jo aik problem mai hai....Wslam

Waiting for ur Positve responce..

Anonymous said...

Asalam-o-alikum

ap ki website mene dekhi. me ap se bht mutasir huwa hu, or me ap ka shagird hona chahta hu me pehle boht logo k pas ja chuka hu or bhot kuch par b chuka hu lekin kuch hasil nahi huwa ap agr muje apna shagird bnaen to ap ki bht mehrbani hogi.
ap k jawab ka intzar rahega

qureshi said...

mujhy apka shagird ban na hai mujhy ap ijazat aur mere sar pe apna hath rakhen tou me amal shoro karon mujhy apki kitab chaiyeh hai jiss se me sara amal shoro karon parh parh k aur zakat ka tareeqa b k kese nikalty hain zakat sabh ap mujhy samjkhaie me hyderabad se hoon mehrabani karke mujhy shagird banaiye amil banaiye

Anonymous said...

Mohtram Amel Soname Sahb!
Asslam o alukum!
Kia Haal hai ap ka? umeed karta hoon raab kreem ki mahrbani sa sab bahtar ho ga. main aek arsa sa roohani aloom ki tallas main hon, laken ustaad ki waja sa abhi tak nakaam hon.
net par ap nay jes fraag dily sa sab kuch taleem kia howa hai, usay dack kar mahsos howa ka ab marey tallas khtam ho gai hai.mahrbani frmaaty howy mujh gunhagar ko apney sagredon main sumaar frmaaey ur roohani aloom sa bahramand kejey.
Faqet
Aap ki dowaon ur annayat ka muntazer
Hassan

yusuf said...

asalam alaykum,

Bhai saheb,

Ky aap seekha saktey hein.. mujhe shuru se amliyat seekhne ka iccha hein. Mein yahan India mein hun. Aur seekhaney ki fees bhi aga bata den to bahut accha hoga.


faisal said...

As Salam O Alaykum bhai jan

Muje Faisal kehtay hain or main uk main rehta hoon..... bait bhi hoon or kuch wazaif bhi ker rakhay hain ......
.............. aap keh kuch blogs perhay or knowledge main kafi izafa howa hai ....

waisay to bohat se logon nai aap se rabta keya hoga mukhtalif aloom ko hasil kernay keh hawalay se or aap nai unki help bhi ki hogi.

Muje aap se help to chaheeya laikin main us se pehlay kuch janana chahta hoon or thori se guftagoo kerna chahta hoon agar aap thora sa time nikal lain or waqat bata dain to main aap ko call ker layta hoon , kindly aapna fone number bata deejeeya ga ...nawazish hogi bhai jan.....

umeed hai aap munah nahi karain geh ....

aap keh jawab ka muntazir....

riad said...

salam,

aigar aap ke paas nade Ali ki koi recording hai to mujhe kindly de aur kaam lene ka tariqa bhi

taake main jald se jald maqsad haasil kar sakoo mushkil se bach jaoo mushkil kusha ke sadqe

kamiyabi haasil kar sakoo taqdir badal sakoo

himmate marda madae khuda

thanks


Anonymous said...

Assalm-o-Alikum

ma na ap ka free aamil ka blog prha ha
ma or meri pori family sakhat paraishanion ka shikar ha, ma ik larki hun or mery walid sahab kafi buzurg hain khuda k liy ap meri maded frmain, ma jaali peeron or aamilon sa tangg a k mayous ho chuki thi ap ka blog prrh k aik umeed hui ha k koi tu Allah ka bnda ha jo meri maded kr skta ha.

ma ap ko app ka jaaiz hadya zroor dun g lakin khuda k liy meri sahi rehnumai frmayain, srf raqam k bdly jhooti umeed mat dilaye ga. mujhy app sa khair k twaqoo ha. Allah ap ko Asanian atta frmay or aasaniyan tqseem krny ka sharf atta frmay, aameen.

agr ap meri maded krna chahty hain tu plz reply krain


aik zarooratmand oarat.

asad said...

Assalam o alikum . Kia hal hen. Mujhy bachpan sy he amliat ka shoq he. Per main kr nai sakta q k main ne is k bary main yehi suna tha k bnda pagel hojat he ya gum hojata he. Aj aik website per ap k bary main parha tha jaha ap ne hamzad ko tabah krny ka btaya tha. Kia ap mujhy bta sakty ho k hamzad kesy tabah kia jata he or is sy koi nuqsan to ni hota? Plz sir help me.

Anonymous said...

Assalamu Alaykum W.W.

Dear Amel Sahib,

I pray this email finds you well insha Allah.

Alhamdolillah I am also an Amel and I trest people with Magic Fisabilillah free of charge.

I have several muakkils Alhamdolillah but everytime I try to do an amal to make a jinn tabay it doesn't work. I have tried many amals for Hamzad and for Jinn but never found success.

Please could you kindly help me in this matter.

I look forward to your reply.

Ma Assalaama

Anonymous said...

assalamwalaikum,amel saab i am touched with your contribution regarding spreading aamil knowledge to the world,i am one of your fans ,my name is ahsan ,i am in search of complete knowledge of aamil course and would do anything to learn it completeley, can you add me as your student ,and pls i need to chat to you regarding this, please help me,

Anonymous said...

Firstly thanks for your blog. It is most interesting.
One question from my side. How does one know how much to read for a a specific name when taking out zakaat for that name? and is 40 days for taking out zakaat the normal duration?

Jazakallah

Anonymous said...

ASSALAM-O-ALIKUM.I am TAHIR from SAUDI ARABIA and this is MY MOBILE NUMBER # 0565018380.Umeed hai aap khariat say hon gay.Ma aap say personally kuch baatein karna cahata hun aur kuch ilm seekhna cahata hun,Jis tarha aap ko ALLAH ne ilm diya aur aap is ilm ko loogon ki bhalai k liye istemal kartay hain bus ma bi is hi tarha ka insan banna cahata hun agar aap mere saath coperate karen gay to bari meharbani ho gi,to kia aap mujhe apna personal mobile number day saktay hain Ma aap ki mail ka intezar karon ga,Ma aap ki web's bi dekhta hun mujhe kafi intresting lagti hain kunke already mujhe roohaniyat sy buhat dilchaspi ha aur Ma MASHAALLAH say tamam Aulia Ambia ki aur Buzrugon ki aur Deen-O-Dunia ki khidmat karne walon ki buhat dil say izzat karta hun,Aaj kal k waqt mein to buhat say frauds loog bi hain lekin jo loog waqai mein sachay aur sahi hain un hi ki wajha say shayad yeh dunia aaj chal rahi hai is hi liye main un ki hadd say ziyada izzat karta hun,Meri khuwaish ha k ALLAH mujhe itni taqat day k ma is Deen,Dunia,Dukhi Insaniyat ki aur Tamam Makhlookat ki ALLAH k hukum say Fi-Sabeelillah Khidmat kar sakon.Mujhe intezar rahay ga Please meharbani farma kar apna personal mobile number mujhe zaroor mail kar dain to ma INSHAALLAH aap say rabtay mein rahun ga.Mujhe apni tamam duaon mein zaroor yaad rakhiye ga.ALLAHHAFIZ & THANK'S !

Anonymous said...

Asslam Alaikum,
Aake ata kardah amliat bahut hi kamyab hai.
Mujhe meharbani karke do amliat ata kar dijiye.
1. Baatni aankh kholne ka
2. Raushni Qalb aur Istaqamat amal

Mahboob

Anonymous said...

Asalam-o-alaikum,,,

Amil uncle main bohot kuch seekh gaya hun apky blogs se magar kuch sawalaat zehen main hain jinhein ap se discuss kar rha hun aur umeed karta hun kay inkey jawabaat irsaal farma kar meri confusions ko door farmaengy,,,

1-Kya Huroof-e-Taaji ki zakaat-e-akber dainey ki khatir bhi kisi Amil ki ijazat ki zaroori hai?
2-Ager Huroof-e-Taaji ki zakaat-e-akber nikaal li jaye tou kya phir bhi amaliyaat kay leay kisi amil ki ijazat zaroori hai?
3-Ager Huroof-e-Taaji ki zakaat-e-akber ada kar di jaye kya hum tamam tar amaliyat ko parh saktey hain?
4-Kya Huroof-e-Taaji ki zakaat-e-Akber ada karney per humaarey pas mokelaat ajatey hain?aur humse kalaam kartey hain aur phir hum unkey sath muammlaat teh karlainey kay baad jub chahain unko bula saktey hain??

Bara-e-karam haqeer kay in sawalaat kay jawabaat dekar confusion ko door farmaen...

thnx

Unknown said...

Asalam-o-alaikum,,,

Amil sahab main bohot kuch seekh gaya hun apky blogs se magar kuch sawalaat zehen main hain jinhein ap se discuss kar rha hun aur umeed karta hun kay inkey jawabaat irsaal farma kar meri confusions ko door farmaengy,,,

1-Kya Huroof-e-Taaji ki zakaat-e-akber dainey ki khatir bhi kisi Amil ki ijazat ki zaroori hai?
2-Ager Huroof-e-Taaji ki zakaat-e-akber nikaal li jaye tou kya phir bhi amaliyaat kay leay kisi amil ki ijazat zaroori hai?
3-Ager Huroof-e-Taaji ki zakaat-e-akber ada kar di jaye kya hum tamam tar amaliyat ko parh saktey hain?

Unknown said...

Assalamualaikum mera ek sawal hai ke hisar kis tarha karna chaiye or hisar karne k liye zaruri hai ke pahle us aayat ki zakat nikali ho? please mere is sawal ka jawab dijiye

Unknown said...

Assalamualaikum bhai mera ek sawal hai. Ayatul Kursi ka mokel ka amal ka bhara ma bata ya plz

Unknown said...

Assalamualaikum bhai mera ek sawal hai Ayatul Kursi ka mokel ka amal kar na ka tarikha bata ya plz

Jameel Ahmed said...

Brother mene bachpan sy mashli ka minka or naag ka minka or girgit ka minka suna hai kiya apko in k bary me kuch maloom hai

Post a Comment